Mohabaat Dil
Publié dimanche 16 octobre 2005
Dernière modification dimanche 16 octobre 2005
Article lu 815 fois
Par
◀ | Dil Laga Liya |
Mohabaat Dil Ka Sakoon Hai Aitbaar
L’ amour , c’est la paix du cœur , la confiance
Mohabaat Dil Ki Tadap Hai Yeh Intezaar
L’ amour, c’est la torture du cœur, l’attente
Mohabaat Dil Ka Sakoon Hai Aitbaar
Mohabaat Dil Ki Tadap Hai Yeh Intezaar
Dekha Hai Aaj Humne Sanam Aap Ki Aankhon Mein Pyaar
Aujourd’hui j’ai vu chéri l’amour dans tes yeux
Mohabaat Dil Ka Sakoon Hai Aitbaar
Mohabaat Dil Ki Tadap Hai Yeh Intezaar
Dekha Hai Aaj Humne Sanam Aap Ki Aankhon Mein Pyaar
Mohabaat Dil Ka Sakoon Hai Aitbaar
Mohabaat Dil Ki Tadap Hai Yeh Intezaar
Ishq Hai Chaahat Ka Nasha
L’amour c’est l’ivresse de la passion
Tujhko Nahin Hai Pata
Tu ne sais pas
Jisne Kiya Hai Woh Jaane Hai
Il n’y a que celui qui est tombé amoureux qui le sache
Kaisa Hai Iska Mazaa
Le plaisir qu’on y prend
Is Mein Hai Milan Ki Bekhudi
On y trouve l’inconscience de la rencontre
Is Mein Judaai Bhi Hai
On y trouve aussi de la séparation
Is Mein Wafaon Ka Rang Hai
La couleur de la confiance
Bewafaai Bhi Hai
Et de la trahison aussi
Pyaar Mein Jite Hai Marte Bhi Hai
En amour vivent et meurent
Hum Aashiq Deewane
Les amoureux fous que nous sommes
Pyaar Mein Jite Hai Marte Bhi Hai
Hum Aashiq Deewane
Mohabaat Dil Ki Ada Hai Yeh Iktiyaar
En amour, le pouvoir est le style du coeur
Mohabaat Dil Ki Tadap Hai Yeh Intezaar
En amour, l’attente est une torture pour le coeur
Is Mein Haqeet Hai Chupi Is Mein Kahani Bhi Hai
Il y a de la vérité caché à l’intérieur mais aussi des bobards
Iske Labon Pe Hasi Hai To Aankhon Mein Paani Bhi Hai
Il y a un rire sur ses lèvres et de l’eau dans ses yeux
Is Mein To Hai Bechainiyan Is Mein Karaar Bhi Hai
Il y a des troubles mais aussi de la paix
Jeet Hai Jo Is Khel Mein Is Mein To Haar Bhi Hai
Il y a de la victoire (dans l’amour) et des pertes aussi
Is Mein JalKe Marte Hai Ulfat Ke Parwaane
Dedans les amoureux de l’amour brûlent à en mourir
Is Mein Jal Ke Marte Hai Ulfat Ke Parwaane
Mohabaat Karti Hai Dil Ko Bekarar
L’amour rend le cœur agité
Mohabaat Dil Ki Tadap Hai Yeh Intezaar
Mohabaat Dil Ka Sakoon Hai Aitbaar
Mohabaat Dil Ki Tadap Hai Yeh Intezaar
Dekha Hai Aaj Humne Sanam Aap Ki Aankhon Mein Pyaar