Mehndi Mehndi
Publié dimanche 2 octobre 2005
Dernière modification dimanche 2 octobre 2005
Article lu 590 fois
Par
◀ | Aate Aate |
Na Na Na Na Oh Na Ji Na Na
Non, ah non ! ça pas question !
Mehndi Mehndi Na Mujhko Lagana Mujhe Saajan Ke Ghar Nahin Jaana
Ne me met pas du henné, je ne vais pas à la maison de mon bien-aimé
Na Na Na Na Na Ji Na Na
Mehndi Mehndi Na Mujhko Lagana Mujhe Saajan Ke Ghar Nahin Jaana
Chaahe Kuch Bhi Kahe Dil Deewana Dil Ki Baaton Mein Mujhe Nahin Aana
Peu importe ce que dis mon cœur fou, je ne me rangerais pas à son avis
Chaahe Kuch Bhi Kahe Dil Deewana Dil Ki Baaton Mein Mujhe Nahin Aana
Na Na Na Na Na Ji Na Na
Mehndi Mehndi Na Mujhko Lagana Mujhe Saajan Ke Ghar Nahin Jaana
Main To Ghoongat Mein chal Gayi Chunri Mujhse Lipat Gayi
Je me suis réfugiée sous mon voile, et il m’a caressé
Main To Ghoongat Mein chal Gayi Chunri Mujhse Lipat Gayi
Neend Na Aaye Mujhe Jaag Main Jaaon Kahin Chup Jaaon
Je ne trouve plus le sommeil, je me suis réveillé, où puis-je me cacher ?
Kahin Bhaag Main Jaaon
Où puis-je fuire ?
Kahan Se Aaye Jaane Kahan Le Jaaye Yeh Raasta Anjaana
D’où vient ce chemin inconnu et où m’emmène-t-il ?
Chaahe Kuch Bhi Kahe Dil Deewana Dil Ki Baaton Mein Mujhe Nahin Aana
Na Na Na Na Na Ji Na Na
Mehndi Mehndi Na Mujhko Lagana Mujhe Saajan Ke Ghar Nahin Jaana
Main To Jaadoo Ki Pudiya Main To Shishe Ki Gudiya
Je suis un sachet de magie, je suis une poupée de verre
Main To Jaadoo Ki Pudiya Main To Shishe Ki Gudiya
Root Na Jaaon Kahin Toot Na Jaaon Chalo Saath Saheli Main Na Jaaon Akeli
Pourvu que je ne me fâche pas, que je ne me brise pas, mes amies venez avec moi, je n’irais pas seule
Chup Na Rahoongi Saajan Se Kahungi Tu Pass Na Aana
Je ne resterais pas silencieuse, je dirais à mon aimé “ne t’approches pas”
Chaahe Kuch Bhi Kahe Dil Deewana Dil Ki Baaton Mein Mujhe Nahin Aana
Na Na Na Na Na Ji Na Na
Mehndi Mehndi Na Mujhko Lagana Mujhe Saajan Ke Ghar Nahin Jaana
Tujhe Saajan Ke Ghar Hai Jaana
Tujhe Saajan Ke Ghar Hai Jaana